![]() |
| Ye Zaat Firqay Ka To Bahaana Tha |
Ye zaat firqay ka to bahaana tha ,,?
Ossy to yoon bhi mujhy chhor jaana tha ,, ?
Hum oske ik ghar ko apna samajhte rahay ,,?
Lakin ?
Oska to har mor par Ashiyana tha ,,?
Ye oska kasoor nai wo majboor tha shayed ,, ?
Oski fitrat hi dil dukhaana tha ,, ?
Mujh ko talab thi faqat oski chahat ki ,, ?
Aur?
Oski to chahat hi saara zamaana tha ,, ?

No comments:
Post a Comment